Arif Billah Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Sahab Damat Barkatuhum (Khanqah Imdadia Ashrafia)
Feedback

Add your feedback
 
Khaak paye Hazrat wala 21 Aug, 2010
Assalam-o-alaikum wr wb, I have been reading Uswa-e-Rasool-e-Akram Salallah-o-alaih-e-wasallam for last few days. Being an Illiterate person i am unable to know the maqam of Hazratwala db , but by reading this book, I have found that each and every Irshad, Akhlaaq and even the normal and thin activities of Hazratwala db is according to sunnat. For example: we usually see in Khanqah that Hazratwala orders to recite ashar...as the reciter completes one nazm, hazratwala asks kay aur parho ya aur sunao.... I read in Uswa-e-Rasool Akram Salallaho alaih-e-wasallam.. Kay Ap Alaihis salato wasallam nay aik sahabi Razi allah anho say aik waqt main so ashar sunay aur har shair kay baad farmatay kay aur sunao.... may Allah tala give us taufeeq to do the qadr of Hazratwla db and the real qadr is to Practice over the taleemaat of Hazratwala
Karachi, Pakistan
Muhammad Irfanullah 30 Jul, 2010
Assalam o alaikum: maulana ki books mujeh mery aik friend ny gift ki, read kar ky dil ko buhot intmenan mihsoos howa, Kash main bhi karachi main rihta, tu Maulana sb ki Majlis main shirkat naseeb hota. Khosoosi dowa karna, Allah Tala jald as jald qabool farmayain.
Kohat, Pakistan
Xuhaib Khan 27 Jul, 2010
Assalaam-u-alaikum, aray bhai mera b salaam koi hazrat wala ko pohcha dayy.. naam lekar.. Allah apko jazaye khair day... "hwala.. aap se bichrhay to ehsaas hua maut bhi koi cheez hai,,, zindagi to wo thi.. jo hum aapki mehfil main guzaar aye..."
karachi, Pakistan
Khake Paey Hazratwala db, kamal 26 Jul, 2010
Live majlis kay ikhtitaam per Hazratwala db kay salam aur dua say Dil main Noor aajata hay ,aur hum door rahnay walon ko Hazratwala db ki Shairoon jaisi awaaz sunnay ko mil jati hay , aur yay aik jumla Salam ka bhi Ham sb k liyay crooroon bayan ka darja rakhta hay ALLAH TALAH Hazratwala db ka dard e dil ka kuch zarra hamain bhi ata farma dy aur Hazratwala db ko 130 sal sehat aafiyat kay sath crooron crooron jawani jaisi sehat kay sath khoob khoob zindagi main barkat ata farma kar mujh jaisay Nalayqon per Saya qaim rakhay
jeddah, Saudi Arabia
Muhammad Shakil 05 Jul, 2010
Assalam-o-Allakum, Alhamdulillah mujay HAZRAT WALA sa nisbat hasil hay. Ya site hamaray liya rabtay ka ik khub zaria ha. May Harman ki ziarat ka liya jana chahata hoon, lakin maqrooz hoon. Hazrat wala say dua karwa dan.
Karachi., Pakistan
bint e airf 28 Jun, 2010
Assalam u alaikum warahmatullahi wabarakatuhu! i have never seen such a beautiful and informative islamic site before. ALLAH ta'ala has granted great acceptance to Hazrat's taleemat n this site undoubtedly bears effects of Hazrat's Ishq and dard e dil.Our Dada Sheikh - HAZRATWALA damatbarkatuhum is a real blessing for all of us. may ALLAH give us taufeeq to obey his teachings. His magnetic discourses increase ALLAH's love n lessen that of the world. may Hazrat's shadow remain over us for a hundred n thirty years. aameen!
karachi, Pakistan
Muhammad Shakil 22 Jun, 2010
Assalam o Allakum Alhamdulillah Allah na iss aasee per apna fazal kiya or hazrat wala na mara haat tham liya. Agarcha ma Khanqah zada nahi aa pataa lakin aap ki ya web site maray liya baraa sahara ha. Hazrat wala sa maray eeman ka liya dua karwa deen or ya khaqsar maqrooz ha or Harman ki ziarat ka shoq rakta ha plz maray laya dua karwadeen. Jazak Allah.
Karachi., Pakistan
Abrar Ul Haq 22 May, 2010
ASSALAM O ALIKUM WARAHMATULLAHI WABARAKATUH..main Hazrat Wala Damat Barkatuhum ka murid hoon...Allah Taala Hazrat wala ko lambi umar Aafiyat o Maarfat ke saath ataa kare or hum sub ko unki qadar karne ki taufiq naseeb kare or Hazrat Wala ki taalimaat par chalne ki taufiq naseeb kare ALLAHUMMA AAMEEN... Hazrat wala mere liye dua kijiye ke Allah Rabbul Izzat mujhe apne Pakistan Jald se jald kaamiyabi ke sath le aaie Aameen..taake aap ki majalis attend karsakoo,aap ko dekh sakoon Aameen..
London, United Kingdom
Kashif Intizam 06 May, 2010
MASHA ALLAH very nice and informative site. keep it up
Karachi, Pakistan
tayyeba 21 Apr, 2010
assalamoalaikum mai hazrat wala kai mureed hanif nepali ki beti ho hazrat wala ki tabiat kai liyai dua gu hon aur hazrat wala sai merai walid sahab kai liyai dua ki guzarish hai kai allah tala unki maghfirta farmaiyn aameen
mumbai, India
Email this Page
Google Bookmarks Slashdot del.icio.us Yahoo! My Web Ask Windows Live
Share this page
Short Audios
Get Flash to see this audio player
Just 50 seconds
| |
Join Mailing List
Join now for Free Newsletter

Google Groups
Spread Teachings
Send Email to your friends about this site
Google Bookmarks Slashdot del.icio.us Yahoo! My Web Ask Windows Live
Share this page
Live Support
For chat support, Add
in your Google Talk account. (more help)
RSS Feeds & Podcast
   
  Copyright 2010, Khanqah Imdadia Ashrafia. All rights reserved.
Download   Flash Player  PDF Reader
Website's Purpose